Mareez e ishq by Gul Arbab

Mareez e ishq by Gul Arbab

 Mareez e ishq by Gul Arbab

Novel name_ Mareez e ishq” published in Khwateen digest July 2021
Writer _ Gul Arbab
Pages _34

Nice family story hai After marriage bhi check karen 🌹🌹

Hero Zawwar ka mamoo heroin Zar Sanga k ghar kam karta hai.Heroin ki maa ki death ho chuki Walid apni secretary se 2nd marriage kar lete jinse bache bhi hain.Heroin Sugar patient hai.Hero shadi ki taqreeb mai heroin ko dekhta hai aur pasand karne lagta hai 🌹 Taqreeb mai behosh hone pe usay hospital le k jata hai.

Heroin ki soteli maa hero se apni behan ki shadi karwana chahti hai.Aagay kia hota read karen happy ending hai ♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *