Shab se tabah e sehar by Asia Razzaqi
Novlet name _ Shab se tabah e sehar” published in Khwateen digest February 1994
Writer _ Asia Razzaqi ( Marhooma)
Pages_ 37
2nd marriage based heart touching see family story hai check karen 🌹🌹
Heroin Isra k walid ne betay ki khatir heroin ki maa se 2nd marriage ki hoti.Pehli bv se bhi aik beti Azra hai.Heroin k walid ki death ho jati.Heroin maa k sath nanyal aa jati jahan uske mamoo heroin ki maa ki dusri shadi karwa detey.
Heroin wapis dadyal aa jati.Hero Saroosh heroin k chacha ka beta hai🥰Jis se heroin engaged hai.Heroin maa se milne unke susral jati hai jahan unka dever Kamal heroin k leye proposal baijta hai 💞Aagay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply