Sare mausam sanwar gaye by Sabahat Kiran
اس کہانی کی ریکوئسٹ گروپ میں شئیر ہوچکی چیک 🌹
Novel name _ Sare mausam sanwar gaye” published in Kiran digest February 2001
Writer _ Sabahat Kiran
Pages_ 38
After marriage based nice family story hai check karen 🌹 🌹
Heroin Harmeem 3 behnen aur aik bhai hai.Heroin k walid ki death ho chuki bhai married hai aur susral mai hi rehta hai.Heroin ki bari behan Narmeen ko divorce ho chuki choti behan Zarmeen Shokh tabiyat ki hai jo phupho k bete Aazar se engaged hai 💞
Heroin ki bhabi Zarmeen ki shadi apne bhai se karna chahti hai.Heroin raste mai tabiyat kharab hone pe hero Jazeb k ghar kuch der rukti hai💕Hero ki maa ko heroin pasand aa jati wo heroin k leye hero ka rishta le ati hain kafi rich family hai💞
Dono ki after marriage story chalti hai jahan hero us se rude rehta hai🌹
Happy ending hai ♥️ ♥️













Leave a Reply