Itbar aaye na aaye by Asia Razzaqi

Itbar aaye na aaye by Asia Razzaqi

Itbar aaye na aaye by Asia Razzaqi

Novlet name _ Itbar aaye na aaye ” published in Khwateen digest April 1994
Writer _ Asia Razzaqi (Marhooma)
Pages _ 33

Joint family based heart touching see family story hai check karen 🌹🌹

Heroin Aameen parents ki ikloti beti hai czn Azaz se engaged hai.Heroin k walid mali itbar se apne dusre behan bhaion se behter hai.Azaz jobless hai.Jab heroin k chacha dono ki shadi ki bat karte heroin k walid berozgar ko beti dene pe razi nahi hote💞

Heroin k parents ki death ho jati.Ab heroin ghar mai apni aya amma k sath rehti hai.Heroin k chacha ki family naraz ho chuki wo heroin se koi rabta nahi rakhtay.

Heroin ki khala use apne ghar le ati.Aik taqreeb mai heroin ka Azaz se samna hota hai jahan chachi heroin se bura rawiya rakhti hai…Hero Sakhi Sarwar pilot hai💞

Happy ending hai♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *