Saba chali to hai by Ifra Tahir

Saba chali to hai by Ifra Tahir

Saba chali to hai by Ifra Tahir

Novel name _ Saba chali to hai” published in Khwateen digest July 1994
Writer _ Ifra Tahir
Pages_ 40

After marriage+ Contract marriage based family story hai check karen 🌹🌹

Heroin Ansa 3 behan bhai hain.Hero Hanan k Walid ki death ho chuki maa k sath rehta hai.Hero ki maa ko heroin pasand aa jati wo apne betey ka rishta heroin k leye lati hain .Heroin ki dost aur heroin bhais badal k hero k office jati hain🙂

Heroin ko hero acha lagta hai aur dono ki mangni hojati. Engagement k bad hero Ansa ko batata hai keh wo family nahi bharhana chahta unko kisi ki bud dua hai.Heroin use khona nahi chahti aur uske faisle pe razi hojati💞Dono ki after marriage story chalti hai 🌹

Heroin ka bhai Abbas apni university fellow se paper marriage karta hai..Us larki k walid heroin k walid ko qatal karwa dete..Aagay kia hota read karen🌹

Happy ending hai ♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *