Duaon k lehje mai by Samra Bukhari

Duaon k lehje mai by Samra Bukhari

Duaon k lehje mai by Samra Bukhari

Novel name_ Duaon k lehje mai” published in Shua digest August 1994
Writer _ Samra Bukhari
Pages _45

Rude hero + After marriage based heart touching see family story hai check, 🌹🌹

2 main stories hain..
Heroin Fiza k parents ki death ho chuki dadyal mai rehti hai joint family hai💞Sab ghar ki zemedari heroin pe hai. Zameel Fiza ka czn hai jo use behno ki tarah chahta hai.Zameel ki maa ki death ho chuki walid 2nd marriage kr chuke aur family k sath beroon mulk rehte hain.

Maham bhi esi family ka hissa hai jiski maa ki uske walid se 2nd marriage hui hoti eslye wo naniyal mai rehti hai.Maham Zameel ko pasand karne lagti hai💞Jbke wo es se bohat chirta hai use lagta dadi sara piyar Maham se karti aur Fiza ko bus ghar k kamon mai masroof rakhti hain.

Hero Wahab heroin ki dadi ka bhanja hai job k silsilay mai inke Ghar rehne aya hai🌹Maham aur Zameel ki after marriage story chalti hai 🌹

Heroin ki happy ending hai ♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *