Ye mausam ka ishara hai complete by Shehla Khan
Novel name_ Ye mausam ka ishara hai” published in Shua digest October_ November 1995
Writer _ Shehla Khan
Epi_1_2___ complete
2nd marriage based nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹
Heroin Saba 4 behnen aur 2 bhai hain.Heroin k walid jahan job karte they wo un pe ghaban ka ilzam laga dete jis waja se wo zehni tuwazan kho chuke.Heroin k bhai chote hain.Heroin ki bari behan salai karti aur maa logon k gharon mai kaam kr k guzar basar kar rahi.
Heroin ko parhne ka shoq hai private parh rahi.Heroin ka czn Aadil heroin ko bohat pasand karta hai per unke halat bhi heroin jese hain eslye wo uski chahat ko qabool nahi kar pa rahi💞
Heroin ka aik larki Moona ki gari se accident hota hai jo kafi ameer hai dono mai dosti ho jati. Hero Shahram us larki ka czn hai🥰Hero ka aik abnormal beta hai divorce ho chuki..
Aagay kia hota read karen 🌹🌹
Happy ending hai 🩷🩷













Leave a Reply