Ye dushwar lamhe zeesat k by Uzma Nazli
اولڈ از گولڈ 🥰
Novlet name _ Ye dushwar lamhe zeesat k” published in Shua digest February 1995
Writer _ Uzma Nazli
Pages _32
Heart touching see nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹
Heroin Najam 5 behnen aur aik bhai hai.Heroin aur uska bhai jurwa hain maa k bemar hone pe heroin ki nani use apne pas le ati.Heroin k ghar pe uski phupho ka control hai walid bv bachon ko koi ahmiyet nahi dete.
Heroin k mamoo beroon mulk jane se pehle heroin ko uske ghar baij dete jahan aa k heroin ko halat ka andaza hota.Heroin ki maa mazloom see hai jiski ghar mai aik nahi chalti jo walid aur phupho ka faisla ho wahi hota.
Hero Ghani Aadil heroin ki dost ka czn hai🥰Heroin ki phupho apni beti ki shadi heroin k bhai se karna chahti hain.Heroin ka bhai es rishte pe razi nahi ..Piyari story hai aagay kia hota read karen💞🌹
Happy ending hai 🩷 🩷













Leave a Reply