Judai hath malti hai by Farhat Zafar
Novlet name _ Judai hath malti hai” published in Shua digest May 1999
Writer _ Farhat Zafar
Pages_ 27
Revenge based+ After marriage based nice family story hai check karen 🌹🌹
Heroin Wardah k walid ki death ho chuki apni maa k sath rehti hai.Hero Affan Garvezi heroin ki phupho ka beta hai🥰Dono aik dusre ko pasand karte hain.
Hero k walid ka heroin ki maa se past jura hua. Wo heroin ko pasand nahi karte unke business pe bhi qabza kia hua jis waja se heroin ki hero se nok jhok rehti hai.Hero k walid heroin ki kirdar kashi karte heroin maa k sath beroon mulk shift kar jati.
Ab kafi arse bad heroin Pak ayee hai💞Aagay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai 🩷🩷













Leave a Reply