Mohabbat khana badosh by Naila Tariq

Mohabbat khana badosh by Naila Tariq

Mohabbat khana badosh by Naila Tariq

Novlet name_ Mohabbat khana badosh” published in Hina digest October 2015
Writer _ Naila Tariq
Pages_ 30

Rude heroin based nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹

Heroin Zargoon k walid ki death k bad maa use aik raqasa k han baij deti.Wo raqasa heroin ki parwarish karti aur eske ghar walon ki help bhi karti hai.Ab us raqasa ki death ho chuki wo apna flat heroin k naam kar jati.

Sab society wale heroin k khilaf hain use achi aurat nahi samjhte.Aik Amam sahib heroin ko apni beton ki tarah chahte hain wo uski dhal bane huye.Hero Dawood sath wale flat mai shift hua hai🥰piyari story chalti hai 🌹🌹

Happy ending hai 🩷🩷

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *