Tammat bil khair by Rashida Riffat
Novlet name _ Tamat alkhair” published in Khwateen digest May 2023
Writer _ Rashida Riffat
Pages _20
Nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹
Hero Ahmar ke mamoo ny Love marriage ki hoti jo bad mai bv ki baton mai aa ke family se mail jol kam kr deta aur out of Country shift hojata.Esleye ab hero ki maa love marriage ke khilaf hain.Hero apni university fellow Shaiza ko pasand karta hai🙂Hero apni khala ko razdan banata hai.Achi gharelu story hai.
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply