Dil ka deep jala rakha hai by Farah Gul
Novlet name _ Dil ka deep jala rakha hai” published in Khwateen digest August 1999
Writer _Farah Gul
Pages _22
Rude hero based nice family story hai check karen 🙂🌹
Heroin Maryam k parents ki death ho chuki naniyal mai rehti hai.Hero Kashif mamoo ka beta hai dono engaged hain🥰Heroin job karti hai jbke hero jobless hai.
Hero ki bhabi ameer ghar se hai aur alag rehti hai kafi kam chor hai wo heroin ko akser apni help k leye bulati jis se hero bohat chirta hai🙂 bhabi ka bhai heroin ko pasand karne lagta hai.Aagay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai 🩷🩷













Leave a Reply