Diyar e waqat mai thehra rang by Asia Mirza
Afsana name _ Diyar e waqat mai thehra rang” published in Khwateen digest June 1992
Writer _ Asia Mirza
Pages _22
Hawaili based nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹
Heroin Pargul apni czn Samiya k sath gaon nani k pas rehne aye hai.Samiya heroin k bhai se engaged hai.Heroin ki nani kafi strict hain unhen Samiya ki nature pasand nahi.
Hero Rozam heroin ki nani ki nanad ka beta hai🥰Jo akser unse milne Hawaili ata hai🌹Samiy ki us se kafi gup shup hoti per heroin reserve rehti hai.Samiya heroin k bhai se mangni tor deti jis waja se heroin hero se bad guman hai.piyari story hai🌹
Happy ending hai 🩷🩷













Leave a Reply