Mausam e ghum bhi to hijrat karta by Naseem Sehar Quraishi
اولڈ از گولڈ 🥰
Novel name Mausam e ghum bhi to hijrat karta” published in Khwateen digest September 1985
Writer_ Naseem Sehar Quraishi (Marhooma)
Pages_44
Feudal system + Emergency Nikah+ After nikah + 2nd marriage based heart touching see nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹
Hero Farooq Umar k walid Noor Poor gaon k sardar hain shehar mai rehte hain aur gaon ki Hawaili ki dekh bal unke mazareh karte.Hero k walid chahte k hero gaon ki Hawaili ko aabad kare aur wahan k mamlat pe khood nazar rakhe.Hero ko bhi ye shan o shoket kafi mutasir karti hai aur wo razi hojata💞
Hero ka dost + czn Mehar Daad uski help k leye sath ata dono mil k jaiz aur na jaiz tareeqon se sab gaon walon pe apni dhaq bitha lete.Sath wale gaon k sardar se inki dushmani chal rahi hoti💕
Heroin Kaneez Fatima apni doston k sath wahan picnic pe ati hai paon phisal jane k bayes nehar mai gir jati jise Mehar Daad bacha k Hawaili le ata🥰Aagay bohat achi story chalti hai.Heart touching bhi hai 🥺
Nice ending hai 🩷🩷













Leave a Reply