Janoon ka safar sehal nahi by Rabia Kashmiri
Novel name _ Janoon ka safar sehal nahi” published in Aanchal digest February 2002
Writer _ Rabia Kashmiri
Pages _35
Revenge based+ Kidnapping based nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹
Heroin Maryam university mai parhti hai jahan uski Sidra se kafi dosti hai dono aik dusre k ghar ati jati hain.Sidra ka bhai Faris Malik beroon mulk se ata hai wo behan ko university lene ata wahin uska heroin se samna hota hai💞
Faris heroin ko propose karta hai heroin uska proposal reject kar deti jis se wo hurt ho k heroin ko kidnap karta.
Hero Zain Army officer hai🥰Heroin ka csn hai dono mai kafi dosti hai.Achi story chalti hai 🌹 Happy ending hai 💕💕













Leave a Reply