Mere aangan utra chand by Qudsia Yasmeen
Novlet name _ Mere aangan utra chand” published in Hina digest January 2005
Writer _ Qudsia Yasmeen
Pages _22
After marriage+2nd marriage based nice family story hai check karen 🌹🌹
Heroin Maryam ki maa ki death ho chuki walid 2nd marriage kr lete.Heroin ki soteli maa bazahir heroin se achi hain per dil mai heroin k leye bughaz rakhti hain uski apni dono betian qabool surat hain jbke heroin kafi piyari hai.
Hero Ahmar k parents ki death ho chuki.Hero Taya ki family k sath rehta hai jo uske sath acha salook nahi karte.Aik uncle ki maded se aj hero ache muqam pe hai.💞
Heroin k leye jo bhi rishta ata wo choti dono behno k saleeqe ko dekhte huye heroin k leye inkar ker dete.Aagay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai 🩷🩷













Leave a Reply