Rukh e aayena mere rubaru by Ayesha Jameel
Novel name _ Rukh e aayena mere rubaru” published in Shua digest April 2026
Writer _ Ayesha Jameel
Pages _25
2nd marriage based heart touching c family story hai check 🌹🌹
Heroin Ayema ko divorce ho chuki hai ab bhabian es bat ko juwaz bana k heroin per tanz karne se nahi chooktin.Heroin job karti hai jahan uska colleague hero Irtza use pasand karta hai.Hero ki pehli bv ki death ho chuki aik beti hai.
Heroin ki bhatiji Wania apne parents se ziyada heroin k qareeb hai.Heroin uske taleemi akhrajat bhi pure kar rahi hoti.Wania ghar walon ko dhoka de rahi hoti.Aagay kia hota read karen🌹 Nice ending hai ♥️♥️













Leave a Reply