Mohabbaton ki zanjeer by Najma Jabeen
Novlet name _ Mohabbaton ki zanjeer ” published in Shua digest September 1989
Writer _ Najma Jabeen
Pages _25_
Rude hero+ Revenge based+ After marriage based family story hai check 🌹🌹
Hero Jaber k walid ki death k bad uski maa ki 2nd marriage Waqar Ahmad se kardi jati jo hero k mamoo k dost hain.Waqar Ahmad ki pehli bv ki death ho chuki aik beti Tara (heroin) hai🥰Hero es naye rishte ko qabool nahi karta.
Hero nanyal mai rehta maa k sath jane se inkar kar deta.Heroin Tara kafi arse bad maa k sath Hawaili rehne ayee hai jahan hero Waqar Ahmad se badla lene k leye heroin se shadi ki Khuwahish ka izhar karta🌹Aagay kia hota read karen 🌹 Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply