Mohabbat mai bheegta mausam by Saiqa Atif
Novel name_ Mohabbat mai bheegta mausam” published in Hina digest December 2015
Writer _ Saiqa Atif
Pages _33_
Love story per based halki phulki family story hai check jinhen Hina digest ki stories parhna pasand hai🌹♥️
Heroin Arsla hero Zoyan ko pasand karti hai🥰Heroin university mai parhti hai Mahpara se uski dosti hai.Mahpara ka bhai bhi Heroin ko pasand karne lagta hai wo hero aur heroin k darmiyan villain ka kirdar ada karta hai.
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply