Mohabbat aik sulagti sham by Nazia Kanwal Nazi

Mohabbat aik sulagti sham by Nazia Kanwal Nazi

Mohabbat aik sulagti sham by Nazia Kanwal Nazi

Novel name _ Mohabbat aik sulagti sham” published in Aanchal digest June 2004

Writer _ Nazia Kanwal Nazi

Pages _45

Forced marriage based+After marriage story hai check karen 🌹🌹

Heroin Aiman parents ki ikloti beti hai.Gaon mai heroin ki dost Pinki se nok jhok rehri hai.Heroin la ubali nature ki hai.Hero Hanan heroin ki phupho ka beta hai jo unhon ne godh lia hota wo apne zati kaam k silsilay mai gaon ata hai💞Kuch arsa heroin k ghar rehta hai.

Heroin use pasand karne lagti hai.Hero ko uske parents ne godh lia hota jab unke apne aulad hojati tab wo hero pe tawaja nahi detay.Heroin college admissions leti hai.Jahan uski Mahrukh se dosti ho jati.

2nd hero Azan dost ka bhai hai.Jis se heroin ki shadi hojati💕Azan se hero ka kia rishta hota read karen 🌹

Nice+ Happy ending hai 💞💞

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *