Taza hawa bahar ki by Alia Hira
Novel name _ Taza hawa bahar ki” published in Aanchal digest September 2001
Writer _ Alia Hira
Pages _25
After marriage based+ Joint family based nice family story hai check karen 🌹🌹
Hero Shoaib ki maa ki death ho chuki walid 2nd marriage ker lete hain.Hero naniyal mai rehta hai joint family hai.Hero ki aik mumani use apne bachon ki tarah chahti hai jbke dusri mumani nokron jesa salook karti her kaam hero se leti.
Hero ki shadi heroin Zonaira se hoti hai🥰 After marriage heroin in ziyadtion pe awaz uthati hai jo mumani ko bura lagta aur dono miyan bv mai villain ka kirdar ada karti hai.
Aagay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai 💕💕













Leave a Reply