Aa mere bakhat ki roshani by Umme Iman Qazi

Aa mere bakhat ki roshani by Umme Iman Qazi

Aa mere bakhat ki roshani by Umme Iman Qazi

Novlet name _Aa mere bakhat ki roshani ” published in Hijab digest December 2015

Writer _ Umme Iman Qazi

Pages _20

Khoon baha based nice family story hai check karen 🌹🌹

Heroin Zainab k parents ki death ho chuki.Heroin chacha ki family k sath rehti hai.Chachi ka rawiya heroin se acha nahi.Chacha ka beta ayash sa hai jo heroin pe buri nazar rakhta hai.

Hero Momin Khan ki maa bemar hai aik choti behan hai.Hero k Taya jaidad k chaker mai dono k rishte apne bachon se tey kar chuke hain.

Aik jagre mai hero k Taya ka beta heroin k chacha k bete k hathon qatal hojata.Heroin khoon baha mai hero k nikah mai ati hai Aagay kia hota read karen 🌹

Happy ending hai 💕💕

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *