Qismat ka sooraj by Asia Razzaqi
Novlet name _ Qismat ka sooraj” published in Khwateen digest July 1991
Writer Asia Razzaqi (Marhooma)
Pages _28
Heart touching see old family story hai check karen 🌹🌹
Heroin Kiran k walid teacher hote status difference ki waja se heroin k nana unhen pasand nahi karte aur chahte k wo unki help se koi business shuru kare per heroin k walid razi nahi hote jis waja se heroin k nana apni beti se koi rabta nahi rakhte.
Heroin ki maa ki death ho jati walid job ki waja se heroin ko guest house mai baij dete.Ab kafi arse se heroin k walid koi rabta nahi kar rahe jis ko le k heroin kafi pareshan hoti.
Guest house wale heroin k nanyal se rabta kar k use unke sath baij detay.Hero Khwar czn hai💕Aagay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai 💕💕













Leave a Reply