Ek naye mohabbat by Haya Bukhari

Ek naye mohabbat by Haya Bukhari

Ek naye mohabbat by Haya Bukhari

Novlet name _ Ik naye mohabbat ” published in Kiran digest January 2013
Writer _ Haya Bukhari (Marhooma)
Pages _ 24

Halki phulki family story hai check karen 🌹🌹

Heroin Komal k parents ki death ho chuki.Heroin ki phupho ne uski parwarish ki hoti.Heroin phupho k betey Sheharyaar se engaged hai jo khoodgharz sa hai.Apne kaam heroin se niklwa leta bad mai rude hojata.

Sheharyaar k boss ko heroin pasand ajati wo heroin ko apne boss se raho rasam bharhane pe majboor karta…Aagay kia hota read karen 🌹 Hero Aaliyan Afreedi hai🥰
Happy ending hai ♥️🌹

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *