Kho kar tum ko pachtaye bohat by Afshan Farooqi
Novlet name _ Kho kar tum ko pachtaye bohat” published in Khwateen digest December 1993
Writer _ Afshan Farooqi
Pages _27
Nice family story hai with mature writing check karen🌹🌹
Heroin Aayeza k walid ne 2 shadian ki hotin.Heroin ki maa ki death k bad soteli maa ka rawaiya heroin se acha nahi.Heroin ki parwarish uski dadi ne ki hai.Heroin la ubali nature ki hai jis waja se soteli maa us se kafi naraz rehti hai🙂
Hero Wajahat heroin ki phupho ka beta hai🥰Jis se heroin ki kafi dosti hojati dono aik dusre ko pasand karte hain🌹Heroin walid k dost k gaon jati hain jahan unki beti ka dewar heroin k leye proposal baijta hai..Aagay kia hota read karen happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply