Wo ik lamha jo yaqeen ho by Maha Malik
Novlet name _ Wo ik lamha jo yaqeen ho” published in Shua digest February 1995
Writer _ Maha Malik
Pages _34
After Nikah based+ Eid based nice family story hai check karen 🌹🌹
Heroin Ziniya ki Saniya se kafi dosti hai jo uske parose mai rehti hai.Saniya ka czn Ahmad study k silsilay mai unke ghar rehna ata hai.Heroin ka atay jatay Ahmad se takrao hota Ahmad achi nature ka hai per heroin ko uski rok tok pasand nahi ati🙂
Hero Dawar heroin k walid k dost ka heta hai🥰Doc hai taleem ki gharz se ziyada waqat baher mulk guzra hai azad khiyal hai Deen se kafi door hai.Dono ka nikah ho jata rukhsati kuch arse bad tey pati hai💞Aagay kia hota read karen 🌹🌹
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply