Rafaqton ke deep by Quratulain Channa
Novlet name _ Rafaqton k deep” published in Shua digest December 2005
Writer _ Qurratulain Channa
Pages _32
Joint family based nice story hai with mature writing must read 🌹🌹
Hero Adnan aur heroin Eerij apas mai czns hain🥰Joint family hai Dono aik dusre ko pasand karte hain.Heroin k aik chacha mazoor hain jinki dekh bal hero karta hai wo apne chacha ka bohat khiyal rakhta hai.
Heroin k paros mai new family shift hui hai jinki beti Faryal doctor hai uski hero se kafi dosti hojati.Heroin dono k taluq ko shak ki nigah se dekhti hai🙂Achi story chalti hai 🌹
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply