Shab e ghum tamam shud by Kaneez Zuhra

Shab e ghum tamam shud by Kaneez Zuhra

Shab e ghum tamam shud by Kaneez Zuhra

Novel name_ Shab e ghum tamam shud” published in Pakeeza digest September 2022
Writer _Kaneez Zuhra
Pages _30

Nice after marriage heart touching c family story hai with mature writing must read ♥️

Heroin Asia ke parents ki death ke bad wo apne married bhaion ke sath rehti hai.Heroin ki bhabian uski masoomyet ka najayez faida uthati hain aur use zeyda taleem nahi dilwatin uski shadi bhi zyada umar ke admi se karwa deti hain.

Heroin ka husband Army mai hota aur uski achi nature ki waja se heroin har ghum bhool jati🥰 Heroin ke 2 chote bete hain aur husband aik dehshat gard hamle mai Shaheed ho jata.Heroin ki bhabian bazahir achi bnti hain leyken dil mai karwahet rakhti hain ke ab bewa ho ke phir wapis agaye hai.Heroin apne susral wapis chali jati aur kese himmat aur hosle se apne bachon ki parwarish karti usi pr based achi story hai.Happy ending hai ♥️♥️👩‍❤️‍💋‍👨

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *