Novel name _ Shaam se pehle” published in Aanchal digest April 2020
Writer _ Mawra Talha
Pages _48
Nice heart touching c family story hai with mature writing must read ❤️❤️
Heroin Ayesha joint family mai rehti hai. Parents ki ikloti beti hai.Heroin ki phupho ka beta Zain use bht pasand karta hai🙂 Heroin ki phupho aadet ki achi nahi uska apni bari bahu se rawaia bht bura hai.
Hero Abdullah Zain ka dost bhi hai aur czn bhi🥰 Police office hai.Zain hero se apni sab dil ki baten share karta hai.Abdullah ko bhi Zain ki mother ka apni bahu se rawiya pasand nahi.Wo Zain ki behan ka rishta Abdullah se karna chahti hain.Bht achi gharelu story hai.
Read karen Keh kese hero aur heroin milte hain Happy ending hai ♥️♥️👩❤️💋👨













Leave a Reply