Novel name_ Anabeel” published in Kiran digest August 2014
Writer _ Ghazala Jaleel Rao
Pages _45
2nd marriage+ After marriage based nice family story hai check 🌹♥️
Heroin Anabeel parents ke sath new ghar shift hoti hai jahan paros mai hero Shunaid ki family rehti hai🥰Heroin ki uske chote bhai se kafi dosti hojati.Heroin Uni parhti hai jahan uski group ki larki kisi larke ko phone pe wrong number se call karti hai aur uski awaz se bht mutasir hai.Wo heroin ko bhi uska number deti hai.
Heroin ko jab andaza hojata keh ye hero ke ghar ka number hai wo piche hut jati aur dil hi dil mai use like karne lagti🙂Dono ki after marriage story chalti hai jahan aulad na hone pe masail paida hotay hain agay kia hota read karen.
Happy ending hai ♥️♥️🌹













Leave a Reply