Pichle sal k card by Asia Razzaqi
Novel name_ Pichle sal ke card” published in Khwateen digest October 2009
Writer _ Asia Razzaqi ( Marhooma)
Pages_38
Nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹
Hero Khurram 3 bhai hain bara bhai married hai uski bv Solat hero ki khala ki beti hai achi nature ki hai🙂Hero cricketer hai.Hero ka rishta walid apne dost ki beti se tey karte pr hero inkar kr deta.
Hero ke walid ki apni behan se nahi banti jo kafi ameer hai hero unke ghar ata jata hai.Unki beti hero ko bht pasand karti hai.Phupho apni beti ke leye sawali ban ke ati hain pr hero ko wo apni bold nature ki waja se bilkul pasand nahi.
Hero Momina phupho ki beti ki dost hai🥰Jiska hero se bht dafa takrao hota hai🌹Hero use bhi apni phupho ki beti ki tarah achi larki nahi samjhta ..achi story chalti hai💞
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply