Pehli aur aakhri qist by Asia Razzaqi
Novlet name _ Pehli aur aakhri qist” published in Khwateen digest September 2011
Writer _ Asia Razzaqi ( Marhooma)
Pages _28
2nd marriage based heart touching c family story hai check 🌹🌹
Heroin Huma k parents ki death ho chuki apni khala ki family k sath rehti hai.Heroin ki aik khala kafi ameer hain hero Ashfaq unka beta hai🥰 Married hota aik bachi hai aur bv ki death ho chuki.
Heroin k leye uska proposal ata jise wo reject kar deti aur jahan shadi hoti Shohar bohat shaki mizaj hai.Aagay kia hota read karen 🌹Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply