Qasoor uska nahi mera hai by Farzana Mughal
Novel name_ Qasoor uska nahi mera hai” published in Aanchal digest
Writer _ Farzana Mughal
Pages _22
Rude hero+ Hero Army officer+. after marriage based nice family story hai check karen 🌹🌹
Heroin Lala Rukh k parents ki death ho chuki dadi ny heroin ki parwarish ki hoti.Joint family hai. Hero Taimoor Shah heroin ka czn hai🥰Dono aik dusre ko pasand karte hain.Hero Army mai hai job ki waja se wo dusre shehar hota.
Hero ka bhai Babar bhi heroin ko pasand karne lagta hai heroin uski chahat ko thukra deti hai accident mai Babar ki death hojati.
Hero ki maa heroin se nafret karti hai aur usey apne bety ka qatil samjhti hai.Ab hero bhi heroin se naraz hai wo bhi maa ki baton mai aa chuka..
Hero k walid hero ko force kar k heroin se uski shadi karwa detay🥰 Aagay kia hota read karen 🌹 Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply