Zabat ka mausam by Sobia Hussain Gul
Novel name _ Zabat ka mausam ” published in Kiran digest June 2016
Writer _ Sobia Hussain Gul
Pages _30
Emergency nikah+ Forced marriage based nice family story hai check 🌹🌹
Heroin Aqsa khudgharz c hai 2 behnen hain.Heroin ki bari behan Mehroo quwat e goeye (Goongi) se mehroom hai. Jo uski shadi mai sbse bari rakwat hai.
Hero Sameeh heroin k sotele taya ka beta hai🥰 jinke khandan se kafi arse bad taluqat bahal huye hain.Heroin Sameeh ko pasand nahi karti.Heroin ki bari behan ki shadi hero k bare bhai se tey hojati.Heroin ka bhi Sameeh se rishta tey hota pr wo inkar kar deti.
Heroin ki bari behan ki shadi k din hero ka bhai es shart pe nikah k leye razi hota keh pehle hero ka heroin se nikah ho🙂 After marriage story chalti hai 🌹 Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply