Mai piyar se gundhi Moorat by Afsheen Naeem
Novel name _ Mai piyar se gundhi Moorat” published in Khwateen June 2019
Writer _ Afsheen Naeem
Pages _30
After marriage+ 2nd marriage based nice family story hai check 🙂🌹
Heroin Dua 2 behnen hain parents ki death ho chuki apni Aani k sath rehti hain.Heroin apni Zuban ki waja se bohat dafa job se nikali ja chuki🙂Hero Yazan 4 bahi hain walida ki death ho chuki.Ghar mai kitchen k leye cook ki zarooret hai.Heroin inke ghar chef bn k ati🥰
2nd story Heroin Huda ki hai jiske husband Nehmar ne bare jattan k bad Huda se shadi ki ab 12 saal ho chuke aulad nahi aur maa k majboor karne pr dusri shadi kar raha hai achi story chalti hai 🌹
Heroin Dua ki happy ending hai aur Huda ke shoher jese khoodgharz mard hone nai chahyee😢













Leave a Reply