Novel name _ Mere tum” published in Khwateen digest March 2019
Writer _ Sidratul Muntaha
Pages _45_
Age difference+ forced marriage based family story hai check 🌹🌹
Heroin Asba k dada 2nd marriage ker lete.Dada apne dono beton pe tawaja nahi detay dusri bv se huye bete ka khiyal karte tab heroin k walid chote bhai k sath alag shift hojate aur uski parwarish apne bachon ki tarah karte.Ab jab heroin k walid ki death hui aur heroin ki maa ki dusri shadi hojati to heroin k chacha uski parwarish karte🌹
Chacha k apne bhi 2 bache hain jo heroin se walid ki itni mohabbat se chirte hain.Faiq heroin k chacha ka beta hai jo heroin ko pasand nahi karta pr walid k majboor karne pe heroin se shadi kar leta.Aagay kia hota read karen 🌹 Nice ending hai ♥️♥️
Mere tum by Sidratul Muntaha













Leave a Reply