Basere dil mai huye by Sadia Raees Khan
Novlet name _ Basere dil mai huye” published in Khwateen digest January 2006
Writer _ Sadia Raees Khan
Pages _22
Nice family story hai with mature writing must read 🌹🌹
Hero Noorul Qamar study k silsilay mai gaon se Nanyal rehne aya hai jahan wo uni mai admission leta hai.Nanyal mai joint family hai hero ki mumanion ka rawaiya us se acha nahi.
Heroin Farwa 4 behnen hain aur hero k mamoo ki beti hai🥰Hero ghar walon k rawaiye ka badla heroin se leta hai aur us se kafi talakh hojata.Bad mai hero ko us se hi mohabbat hojati🙂lyken heroin k dil mai girah parh chuki wo hero ko lift nahi karwati🙂Achi story chalti hai🌹
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply