Mai ne sari Khudai mai tujh ko chuna by Asma Saleem
Novel name_ Mai ne sari Khudai mai tujh ko chuna” published in Rida digest December 2001
Writer _ Asma Saleem
Pages _30
Rude hero+ Eid based halki phulki family story hai check karen 🌹🌹
Hero Rameez aur heroin Komal apas mai czns hain🥰Heroin k parents ki death k bad hero k walid ne hi uski parwarish ki hoti.Heroin la ubali nature ki hai eslye hero use pasand nahi karta.
Hero business k silsilay mai beroon mulk rehta hai wahan aik larki ko pasand krne lagta hai per walid hero ki Komal se mangni kr dete🥰Hero naraz ho k wapis ajata.Ab Saal bad ghar wapis aya hai🙂Aagay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply