Ye jo dil per dagh hai by Matahil Tanawish
Novel name_Ye jo dil per dagh hai” published in Hina digest November 2009
Writer _ Matahil Tanawish
Pages _45
After marriage+2nd marriage based family story hai check 🌹♥️
Heroin Iman aur Sabah dono behnen hain. Heroin ki behan se kafi dosti hai.Sabah shadi k bad apni aur husband ki baten heroin se share karti rehti jis waja se heroin k dil mai apne leye bhi aise hi caring husband ki chah peda hoti.
Heroin ki shadi Khazeefa se hoti jo apni colleague ko pasand karta hai aur after marriage heroin se rude rehta hai.Hero Aakasha heroin ki maa ki dost ka beta hai
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply