Sheesha gar se pucha jaye by Naeema Naz
Novlet name _Sheesha gar se pucha jaye” published in Khwateen digest January 2009 Writer _Naeema Naz Sultan
Pages_ 28
Nice family story hai with mature writing must read ♥️🌹
Heroin Umeed k parents ki death ho chuki apni khala ki family k sath rehti hai.Hero Aazad khala ka beta hai🥰Jo heroin ko pasand karte hai.Khaka heroin ka rishta tey kar detin hain.
Hero ki maa uski shadi watta satta mai bhai k ghar karna chahti hain hero razi nahi.Heroin ki czn(dost) Aazadi ka kirdar bhi maze ka hai jise hero ka bhai Ahsan chahta hai🌹 piyari story hai 💞
Happy ending hai♥️♥️













Leave a Reply