Novlet name _ Marjeena” published in Kiran digest March 2016
Writer _ Nafeesa Sayed
Pages _25
Nice family story hai with mature writing check karen🌹🌹
Hero Mustafa k walid mehnat mazdoori karte hain jbke hero k chacha kafi ameer hain.Hero ki personality ko dekhte huye chacha ko us mai apni beti ka future nazar araha hota.Hero chacha ki family ko pasand nahi karta🙂
Hero ki maa k chacha bemar hain aur emergency mai wo gaon jati hain jahan wo chacha apni poti(پوتی ) heroin Marjeena ki zemedari unhen sonp detay.Achi halki phulki family story hai with Happy ending ♥️♥️
Marjeena by Nafeesa Sayed













Leave a Reply