Sabaghtullah laut aao by Aneeza Syed

Sabaghtullah laut aao by Aneeza Syed

Sabaghtullah laut aao by Aneeza Syed

Novel name _ Sabaghtullah laut aao” published in Khwateen digest July 2017
Writer _ Aneeza Syed
Pages _40

After marriage based different c nice family story hai with mature writing must read ♥️🌹

Heroin Hurmat ny hero Sheharyar se pasand ki shadi ki hui dono achi happy life guzar rahe hain🥰Heroin ka taluq media se hai aik din reporting k doran uski Ruqiya nami aurat se mulqat hoti jo usay gift deti hai keh wo ye ghar ja ke khole.

Yahin se heroin ki us aurat se dosti ka aghaz hota aur usay ihsas hota k wo es Zindagi ki masroofyet mai kia kuch kho rahe hain🌹Piyari kahani lagi read karen nice ending hai ♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *