Nahi ab koi malal by Seema Binte Asim
Novlet name _ Nahi ab koi malal” published in Kiran digest May 2003
Writer _ Seema Binte Asim
Pages _25
After marriage based Nice family story hai check 🌹🌹
Heroin Kiran aur Sonia 2no behnen hain.Sonia czn se engaged hai jbke heroin qabool soorat hone ki waja se abhi tak kisi k dil mai nahi utri🙂Heroin job karti hai.
Sonia aik larke se fone pe baat cheet karti hai aur jab Sonia ki shadi tey hojati tab wo heroin ko kehti keh ab tum fone pe bat kar lia karna hamari awaz milti jhulti hai usay pata nahi chale ga.
Heroin ko ye sab pasand nahi wo behan ko bhi mana karti hai.Hero Haseeb Shah ‘ Sonia k husband ka dost hai 🥰
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply