Rang badalta hai aasman by Sabeen Ahmad
Novel name _ Rang badalta hai aasman” published in Hina digest July 2024
Writer _ Sabeen Ahmad
Pages _30
Contract marriage based+ After nikah achi halki phulki family story hai 🙂🌹
Heroin Aayera k parents ki aik hadse mai death ho chuki uski parwarish heroin k dada ny ki hoti.Dada bemar hone pe apne dost k potey(پوتے) se eska nikah karwa dete.
Hero Hadeed es rishte pe razi nahi dada usay Force karta keh bad mai kisi achi jaga heroin ki shadi wo karwa den gay filhal uske dost ki khuwahish puri krde.Ab heroin dada ki death k bad hero k ghar shift hui hai🌹Dono ki nok jhok maze ki hai🙂 Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply