Novel name _ Man beena” published in Kiran digest February 2007
Writer _ Yasmeen Nishat
Pages _35
After marriage based family story hai check karen ♥️🌹
Heroin Aleena aur Ashar apas mai czns hain.Ashar heroin ki bari behan se engaged hota pr wo heroin se shadi karne k leye family ko force karta.Heroin ki chachi ki bhanji Zarnab ki maa ki death hojati.
Zarnab aik pasmanda ilaqe mai reh rahi hoti uske walid usey heroin k ghar chor jate.Heroin ki shadi ho chuki 4 bache hain🌹Ab heroin ko pata chala hai keh uske husband k Zarnab se najaiz taluqat hain.Heart touching ending k sath achi story hai♥️♥️
Man beena by Yasmeen Nishat













Leave a Reply