Wahi dard meri hayat hai by Quratulain Khuram Hashmi

Wahi dard meri hayat hai by Quratulain Khuram Hashmi

Wahi dard meri hayat hai by Quratulain Khuram Hashmi

Novel name _ Wahi dard meri hayat hai” published in Kiran digest February 2016
Writer_ Quratulain Khuram Hashmi
Pages _42

2nd marriage+ After marriage based Heart touching c family story hai check 🌹🌹

Heroin Dua aur hero Sheharyar ki behan university fellow hain.Hero Dua ko pasand karne lagta pr heroin unjan hoti aur uski shadi Mohsin se hojati.After marriage heroin ko pata chalta k wo maa nahi ban sakti.Shoher pehle hi shakki sa hota.

Aik taqreeb se wapsi pe heroin kidnap hojati tab hero uski help karta.Heroin ka husband shak krta aur divorce de deta.Ab hero proposal le k aya hai pr heroin razi nahi.Dono ki after marriage story chalti hai 🌹
Nice ending hai ♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *