Muthi mai Jugnoo by Sehar Malik

Muthi mai Jugnoo by Sehar Malik

Muthi mai Jugnoo by Sehar Malik

Novel name _ Muthi mai Jugnoo” published in Shua digest September 2018
Writer _ Sehar Malik
Pages _45

After marriage based nice family story hai check 🌹♥️

Heroin Maala k walid ki death ke bad uski maa ki 2nd marriage ho chuki.Heroin dadiyal mai rehti hai chachi ka rawiya heroin se acha nahi hota eslye wo apne dada k bht qareeb hai.Chachi ne khandan mai heroin ko jahil aur badtmeez mash’hoor kia hua.

Hero Shaiq chachi ka banjha hai🥰Jo business k silsilay mai unke ghar rehne ata hai.Chachi ki beti Mah Rukh use apni trf mayel karne k chakron mai rehti jbke heroin reserve nature ki hai🙂Achi story chalti hai 🌹
Hero heroin ki happy ending hai ♥️♥️

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *