Aik kahani bari purani by Uzma Munir Aalim
Novel name _ Aik kahani bari purani” published in Kiran digest October 2009
Writer_ Uzma Munir Aalim
Pages _55
After marriage based nice family story hai with mature writing must read 🌹♥️
Heroin Shahana ki hero Mohsin se arrange marriage hoti.Hero ki 3 behnen married hain Shadi ki tayarion ke doran heroin ki dost ko uski saas ka rawaia ghair mamooli lagta aur wo heroin se apni feelings share bhi karti pr heroin tawaja nahi deti.
Heroin nice nature ki hai.Shadi ke bad hero ke sath achi story chalti hai🥰 pr uski married behno ka ghar pe bht control hai jo heroin ki life mutasir karti hain.Hero ki bari behan be aulad hai jab heroin pregnant hoti to wo chahti keh ye bacha hero use ghod de day yahin se hero heroin ke darmiyan talkhion ka aghaz hota.Achi story chalti hai🌹 Piyari ending hai♥️♥️👩❤️💋👨













Leave a Reply