Koi khushboo bikharti hai by Naheed Chaudhary
Novlet name _ Koi khushboo bikharti hai” published in Khwateen digest March 1995
Writer _ Naheed Chaudhary
Pages _30
Nice family story hai with mature writing check karen🌹♥️
Heroin Shehreen ki bari behan Sofia ki pure ghar pe hakoomat hai apni marzi hr aik pe mussalit karti hai jis waja se heroin aur uska bhai Sofia se bht chirte hain.
Adnan heroin ke bhai ka dost bhi hai aur inki family k bhi aik dusre se ache marasam hain.Hero Haidar Adnan ka dost hai jo heroin ko pasand karne lagta hai🥰Hero ki bari behan shadi shuda hai uski adetain bhi bilkul heroin ki behan jesi hain.
Jab hero ka proposal ata to heroin ghar jese mahole mai nahi jana chahti eslye inkar kar deti hai🙂Agay kia hota read karen 🌹
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply