Paar bhi utarna tha by Kaneez Nabvi
Novlet name _ Paar bhi utarna tha” published in Khwateen digest January 2004
Writer _ Kaneez Nabvi
Pages _28
Feudal system+ After marriage based heart touching c family story hai with mature writing must read ♥️🌹
Hero Meeran 2 bhai hain walid ki death k bad uska chacha hero ki maa pe buri nazar rakhta hai jis waja se maa dono bachon ko chor k apne bhai k ghar chali jati hai.Hero chacha se bht nafret karta hai.
Hero aur uske bhai ki parwarish chacha hi karta hai.Heroin chacha ki beti Aayesha hai🌹
Ab hero k 2 bache hain aur bv ko qatal karne pe jail mai hai aagay kia hota read karen.
Happy ending hai ♥️♥️













Leave a Reply